गुरुवार, 16 जून 2011

prakrti mki maya?

suna suna aagan mera
diya dur bhut dur timtimata rha?
dur bhut durdhvni ansh
nishachar hmko dekho bula rha?
mand -mand ,bhini -bhini si
hlki hlik ,mhki -mhki
siri -siri hva hilore leti rhi
pvan muskati jhonke leti
taron ka jhund jese
sansadon ki sbha ho rhi
pradhan chanraraj
spt tare mantry mandal me
pkrati ki anvarn maya sushobhit ho rhi
sb kam silsile barho rha
fulon ki mand mand mhak
hva me sugndh bhr rhi
sunati hume fulon ki rani hai?
khil jate ful jo fir khil ke murjha ke
bikhr jate hain?ese hi
bachpan jvani budhapa fir mout ka
khel? upar vala khela krta hai?
aata insan, jata insaan
koi bhi chl achal shashvt nhi hai?

nirmohi tumhe bhi ekdin jana hai
koi bhiamar nhi fir ye aham ye gurur
aadmiyon ko kisliye?



1 टिप्पणी:

  1. hr insan jo peda hota mrta jrur hai fir insaan kitna dhmand gurur krta hai maymoh k chkkar bhalai burai sb hai kya ?aadmi apne dukhse dukhi nhi dusron ke sukh se dukhi hai?

    जवाब देंहटाएं