गुरुवार, 16 जून 2011

jivan chhina kiyun?

hr vyati jnam leta mrta jrur hai
karmfl pradan jivan, krmon ki  sza
bhugtta jaru hai?
pr yh kya huaa ?
janm liya aakhen kholin?
snsar se nata joda,
mukuraya ,roya aur chal diya?
purab janam ka fl tha,
jindgi garbhkal tak hi simit thito,
use purab jnam mehi jine diya hota?
use sudharne ka,
ek moaka to aur diya hota?
jivan vilchhan saty hai mana
yh shi hai ?
aana -jana ,jana fir aana  jag ki rit hai
jo jnam leta vo mrta jrur hai?
pr kisi ki bhi mout, ?
kitnon ko pratadit kiya krti hai
chhobh ,moh ,viyog parivar ,
mmta  krandanthik hai,
shishu ka snsar se judna palayan krna
nirmohi ki smjh me nhi aata ?






कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें